Excel aik buht hi Waseh Software he jisky zariye hum Hr kisam k Hisab Kitab kr skty hen. Excel me buht functions or Methods hain. Excel ko aap aik simple Calculator se le kr buht hi mushkil hisab kitab k liye Istmal kr skty hen.
Excel rows or columns pr mushtmil hota he. Ye rows or columns mil kr cells bnaty hen. Cell jis main hum data inter krty hen. Cell me hum numaric or alphabetic dono istmal kr skty hen. Hr ka aik Unique Address hota he. Or ye address row or column k milney se bnta he.
Rows numbers pr mushtamil hoty hen or columns alphabets pr.
For Example: agr aapny aik cell select kiya he jiska column C he or row number 4 he to us cell ka address kuch yun hoga, C4. Ab tk itna he Mazeed hum Aapko Pictures ke zariye smjhaye gy. Taky aapko Achy se smjh aa jaye. Mazeed is trha ki posts k liye hmari Site Subscribe krna na Bholain.
No comments:
Post a Comment